You are currently viewing tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae by Ahmad Faraz
Tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae

tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae by Ahmad Faraz

“Tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae” is a famous Urdu Ghazal written by Ahmed Faraz. Don’t miss the chance to read this masterpiece today and experience its profound beauty.

tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae


tujh se bichhaD ke hum bhi muqaddar ke ho gae
phir jo bhi dar mila hai usi dar ke ho gae


phir yun hua ki ghair ko dil se laga liya
andar wo nafraten thin ki bahar ke ho gae


kya log the ki jaan se baDh kar aziz the
ab dil se mahw nam bhi aksar ke ho gae


ai yaad yar tujh se karen kya shikayaten
ai dard-e-hijr hum bhi to patthar ke ho gae


samjha rahe the mujh ko sabhi nasehan-e-shahr
phir rafta rafta KHud usi kafar ke ho gae


ab ke na intizar karen chaaragar ki hum
ab ke gae to ku-e-sitamgar ke ho gae


rote ho ek jazira-e-jaan ko ‘faraz’ tum
dekho to kitne shahr samundar ke ho gae

Read More Ahmad Faraz gazal Click Here

तुझ से बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए

तुझ से बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए
फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए


फिर यूँ हुआ कि ग़ैर को दिल से लगा लिया
अंदर वो नफ़रतें थीं कि बाहर के हो गए


क्या लोग थे कि जान से बढ़ कर अज़ीज़ थे
अब दिल से महव नाम भी अक्सर के हो गए


ऐ याद यार तुझ से करें क्या शिकायतें
ऐ दर्द-ए-हिज्र हम भी तो पत्थर के हो गए


समझा रहे थे मुझ को सभी नासेहान-ए-शहर
फिर रफ़्ता रफ़्ता ख़ुद उसी काफ़र के हो गए


अब के न इंतिज़ार करें चारागर कि हम
अब के गए तो कू-ए-सितमगर के हो गए


रोते हो इक जज़ीरा-ए-जाँ को ‘फ़राज़’ तुम
देखो तो कितने शहर समुंदर के हो गए

तुझ से बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए
फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए

Also Read Is se pahle ki be wafa ho jaen- Best of Ahmad faraz

FAQ : tujh se bichhad ke hum bhi muqaddar ke ho gae

Q-1. Who is the author of the Urdu Ghazal “Tujh Se Bichar Ke Hum Bhi Muqadar Ke Ho Gaye”?

The renowned poet Ahmed Faraz is the author of the famous Urdu Ghazal “Tujh Se Bichar Ke Hum Bhi Muqadar Ke Ho Gaye.”

Q-2. What is the theme of the ghazal?

The ghazal revolves around the theme of separation and the impact of destiny on the lives of the separated individuals.

Q-3. Can you provide a brief description of the ghazal?

“Tujh Se Bichar Ke Hum Bhi Muqadar Ke Ho Gaye” portrays the emotional journey of two individuals who, after parting ways, find themselves entwined in the threads of fate.
It beautifully expresses the pain and longing resulting from their separation.

Q-4. Why is this ghazal considered famous?

This ghazal by Ahmed Faraz has gained fame for its eloquent composition and its ability to evoke deep emotions within the readers.
It resonates with people due to its exploration of the universal themes of love, separation, and the role of destiny in human relationships.

Q-5. Where can I find the complete ghazal by Ahmed Faraz?

You can find the complete ghazal “Tujh Se Bichar Ke Hum Bhi Muqadar Ke Ho Gaye” in various published collections of Ahmed Faraz’s poetry, such as his books or anthologies dedicated to his work. It is also available online at shayarihubb.com.

Q-8. Can you provide any other notable works by Ahmed Faraz?

Ahmed Faraz has penned numerous remarkable ghazals and poems throughout his career. Some of his other notable works include “Ranjish Hi Sahi,” “Aas Paas,” and “Kuch Is Ada Se Aaj Wo.”


By Ahmad faraz – Source.  Book – kulliyat ahmad fara

Leave a Reply