You are currently viewing Best of Shayari Hub – Young Poets Young Minds
Best of Shayari Hub

Best of Shayari Hub – Young Poets Young Minds

Best of Shayari Hub Young Poets, Young Minds” Discover how young poets how can unlock their creative potential and express their thoughts and emotions through poetry.

Best of Shayari Hub – Young Poets Young Minds

Na paya saani koi jiski bewafai ka
bada guroor hai zalim ko khud numai ka
Mazhar Rampuri

Mai chahta hu khuda ki taraf he jau magar
Khuda kisi ki taraf le ker ja raha hai mujhe
Shahzad mehdi

mai uski nazro me girta to mera kya banta
jo meri nazro me itna gira gai thi mujhe
Mukeel Bukhari

Itne aasun sajo rakhe hai rumal ne mere,
jhadak dun to shaher me barsat ho jaye.
mazhar rampuri

Hamne dekha hi aksr ilm k maidan me,
udu walo ne he ki hai kaat urdu walo ki.
Mazhar Rampuri

kya batau ki tum ne kis ko sauipi hai haya
is liye socha miri khamoshiya hi thik hai
A.R SAHIL

mirI KHAmoshiyo kI jhil me phir
kisI Avaz ka patthar gira hai
Aadil Raza Mansoori

zara si chai giri aur daġh daġh varaq
ye zindagi hai ki akhbar ka tarasha hai
Aamir Suhail

tum uske pas ho jisko tumhari chah na thi
kaha pyas thi dariya kaha banaya gaya
Yasar khan Inam

Chand me to nazar aaya tha,
maine mehtab kahin dekha tha.
Abdur Rehman Momin

vo ek din jo tujhe sochne men guzra tha
tamam umr usi din ki tarjumani hai
Abhishek Shukla

ḳhvab-gah men siyah ḳhushbu thīi
ittifaqan charaġh bhi gul tha
Abbas kaify

Leave a Reply