You are currently viewing Inspiring Eid Mubarak Shayari | Status 2023
Eid mubarak shayari & status

Inspiring Eid Mubarak Shayari | Status 2023

Eid is a day of traditional celebration, Eid Mubarak Shayari for lovers, it holds a special meaning. Meeting or simply catching a glimpse of their beloved is their ultimate source of joy on Eid. This day offers many fascinating aspects to explore and enjoy.

Top Eid Mubarak Shayari & Status 2023

hai eid mai kade ko chalo dekhtā hai kaun
shahd o shakar pe TuuT paḌe roza-dār aaj
SYED YUSUF ALI KHAN NAZIM
♥♥♥

kai faqon men eid aai hai
aaj tu ho to jaan ham-aghosh
TABAN ABDUL HAI
♥♥♥

agar hayat hai dekhenge ek din didar
ki mah-e-eid bhi iḳhir hai in mahinon men
MIRZA RAZA BARQ
♥♥♥

badban naaz se lahra ke chali bad-e-murad
karvan eid mana qafila-salār aaya
JOSH MALIHABADI
♥♥♥

khushi hai sab ko roz-e-eid ki yaan
hue hain mil ke baham ashna khush
MEER MOHAMMADI BEDAR
♥♥♥

kash koi na likhe sher dukh bhare “Shahid”
haal dil ka ho mussarat se bayan Eid ke din
Shahid
♥♥♥

Chand dekha hai to yaad aai hai teri surat
Hath uthe hai magar harf e duwa yaad nahin

Eid Mubarak Shayari

♥♥♥

masrof hai khalaq Eid ki tayyarion may or main
meh e fikr hoon ke sab se hanss ker mila hoga
♥♥♥

talkhiyan chubhne lagi hy zest ke paimane may,
dard ke maron ne ghholl ke piya eid ka chand
♥♥♥

Is eid per bhi na mil sake to kya huwa doston,
jazbon me khulus ho to eiden hazaar hongi
♥♥♥

Usse milna to usse eid mubarak kehna,
Yeh bhi kehna meri Eid mubarak ker de

Eid Mubarak Shayari

♥♥♥

Hata ke zulf chehre se na chhat per ana,
kahin koi Eid na ker le abhi Ramzan baki hai
♥♥♥

Gile shikwe mita k muskuraoo, Eid ka din hai,
Purani ranjishon ko bhul jao, Eid ka din hai
♥♥♥

Tumhare chand se chere ka agar deed ho jaye,
Kasam hai apni aankhon ki, hamari eid ho jaye.
♥♥♥

Uski mehki hui Yaadon ki sadaa jaag uthi,
door ufaq per jo nazar aaya Eid ka chand
♥♥♥

Agar hayat hai dekhege ek din dedaar
ki mahh e Eid bhi aakhir hai in mahino main
Mirza raza barq
♥♥♥

apnikhushiya bhul ja sabka dard kharid
“Saifi” tab ja ker kahi teri Eid hogi
Saifi shirozi
♥♥♥

Ahbaab puchte hai badi saadgi ke sath
tu ab ke saal Eid manaiga kis tarah
Gopal tyagi
♥♥♥

Aaj mai Eid manaun to manaun kaisey
tujhe seney se lagaun to lagaun kaisy
Salahuddin Aayub
♥♥♥

Ek Jhalak teri jo pai hogi
Chand ne Eid maian hogi
Anjum
♥♥♥

Eid Mubarak Shayari

Eid mubarak shayari

About Eid

In India, Eid is known as Eid-ul-Fitr or “Ramzan Eid.” It is a significant religious festival celebrated by Muslims across the country.

It marks the end of the Islamic holy month of Ramadan, during which Muslims fast from dawn to sunset.

On Eid-ul-Fitr, Muslims gather for special prayers at mosques or open prayer grounds.

They dress in their finest attire, exchange greetings, and offer prayers for blessings and forgiveness.

After the prayers, families and friends come together to share festive meals and indulge in delicious traditional dishes and sweets.

Charitable acts and giving are also important during Eid in India.

It is customary for Muslims to give a mandatory charity called “Zakat-al-Fitr” before the Eid prayers.

This charity is given to help the needy and ensure that everyone can partake in the joyous festivities.

Eid-ul-Fitr is a time of joy, unity, and gratitude in India. Muslims visit their relatives, exchange gifts, and extend greetings to their non-Muslim friends and neighbors, fostering a sense of harmony and inclusivity.

The celebration of Eid-ul-Fitr varies across different regions of India, with unique customs, cultural performances, and traditional practices.

Nonetheless, the spirit of Eid remains the same—a time of celebration, reflection, and spreading happiness among loved ones and the community.

Read more Latest Eid  Mubarak Shayari Collections

Leave a Reply